Engineering kaise kare? B.E kya hain? BE kaise kare?

Share:
Aaj ki Meri is post hai “Engineer kaise bane B.E. karne ke liye kya kare” mai main aapko batane ja raha hu ki ek Engineer banne ke liye kya kya  karna padta hai or konsi entrance exam dekar engineer ban sakte hai. Dosto agar aap Ek Engineer banna chahte hai to aapko ye post jarur padna chahiye yaha mai detail me bata raha hu  BE(Bachelor in Engineering) ya engineering ke baare me.

Engineer banne ke liye aapko ye decide karna hoga ki aap kis field me jaana chahte hai ya konsi engineering me konsi branch lena chahte hai kyuki BE(Bachelor in Engineering) kisi ek field me nahi hota jab aap BE karne ke liye Apply karoge to aapko Branch choose(select) karna padega  aaiye jante hai konsi branch me kya hota hai. 



Now Read Our Blog in English Click Here 

 Bachelor in Engineering details Hindi me

B.E in Civil Engineering : Civil engineering ek bahut accha scope ho sakta hai agar aapka interest designing me hai, Is field se engineering karne ke baad aap ek civil engineer ke roop me koi acchi si professional job kar sakte hai ya Khud ka business  start kar sakte hai. Ek civil engineer ke kaam  (construction of)  Makan, Road, Bangle, Bridge, ya koi aalishan imarat banana  aur unki planing karna hota hain.  abhi tak ka sabse achaa scope hai is filed me.
chlo ab baat karte hain.

B.E in Mechanical Engineering : waise to B.E ki har branch acchi hoti hai lekin har ek ka apna alag he value hota hai waise hi machinal branch ka bhi apna alag he value hai Agar aap Machinical field me jana chahte hai to ye branch le sakte hai. Machinacial branch me aap alag-alag  prakaar ke subject padenge Jo mechanism se jude hote hai jaise. Aap is field me B. E karke bari bari  Automobile company, Railway, Air India,  me job kar sakte hai.

B.E in Computer Science : Agar aapka interest computer me hai to aap  B.E computer science le sakte ho isme aapko computer ki puri jankari study karne  ko milegi Jaise ki  Software, Hardware, Programming aadi(etc.) B. E computer science karne ke baad aap as a software engineer ke roop me pahchan bana paoge. is field me aaj ki date me sabse jyada demands hoti hai adhiktar students isi branch ko choose karna chahte hai. Par aap aisa naa kare aap apne interest ke aadahr par branch choose kare.


Apna next Topic hai

B.E in Electronic : Agar Aap  Electronic field me career banana chahte hai to aap B.E electronics le sakte hain ye field aapko aapke Electronics engineer banne ke sapne ko pura kar sakta hai. Jaise jaise electronics devices ka use badta ja raha hai waise waise is field me engineers ki demands bhi badh rahi hai. to ye ek bahut accha scope ho sakta hai aapke liye.

B.E in Chemical engineering Agar aapko biology me interest hai or aapne 12th me PCM ke saath saath Biology bhi padha hai to aap is field me jaa saktey hai. is field me engineering karke aap ek chemical engineer ban sakte hai jo kai tarah ke subject me hoti hai jaise biochemical engineering, Corrosion engineering, Materials engineering aadi(etc.)

Is tarah or bhi kuch branchess hoti hai B.E ki par upar batai gai Main branchess hai ab aapko decision  lena hai ki aapko kis field me jaana hai...


  
Niche kuch Questions/Answer diye hai aap unko padh k apni confusion door kar paayenge

QUESTION: Me Engineer kaise Ban Sakta hu?

ANSWER: Engineer banne ke do(2) raste hain sabse pehla.
10th ke baad konsa subject chune engineering ke liye

Agar aap ek engineer banna chahte hai to aapko 10th class ke baad hi apni ranniti banana hogi kyuki 11th me Subject Selection hee Engineering ki first step hota hai. so Agar aap Dasbi 10th  paas hai or aage engineering me career banana chahte hai to 11th Class me Physics, Chemistry or Mathematics (P. C. M) Subject ko select karna hoga.

Also Read: 14 Methods Of Solid Waste Disposal And Management

B.E ke liye konsa entrance exam best hai
uske liye sabhi state me alag-alag entrance exam uplabdh hai


8 comments:

  1. wow amazing knowledge thank you so much sir

    ReplyDelete
  2. its ok if you have any problem you can contact me @civil-engineering-hindi

    ReplyDelete
  3. Sir namstey ,
    Mera name Ankit kumar gond hai mai abhi civil branch se diploma kr raha hu is sal mera 1st year hai aur aage mai ek best civil engineer banana chata hu aur meri yah bhi wish hai ki meri incom 50 ya 60 thousand ho iske liye mujhe guid chahiye kya mai BE krake ye sab kr skta hu agar ha to eski prpare kaise karu aur kb se

    Sir please guid and help me

    ReplyDelete
    Replies

    1. Hello Ankit This is Vipin Chauhan jaisa ki aapne btaya ki aap ek Best civil engineer banna chahte hain,
      Aur acchi job karna chhahte hai, Ankit abhi aap Diploma kar rahe hai so abhi apko diploma me focous karna hoga...
      any as for your information Aap B.E(Bachelors of Engineering) Kar Sakte Hain...
      Kyuki its Equivallent To B.tech. But Aap Chhahe to AMIE Bhi kar sakte hain, I think its best option for you.
      Thanks Agar abhi bhi koi query Ho so you can ask me.

      Delete
  4. I am very glad to see this blog for instructive matter to build the carrier in quantity surveyor you done a good job. The way you thought is nice, like this we are also showing to the people carrier way with the
    quantity surveyor training in Hyderabd

    ReplyDelete
  5. Thanks Upendra
    this is nice institute
    link :- https://www.cistotech.com/quantity-surveyor-course/

    ReplyDelete
  6. Do you һave a sρam problem on this site; I also аm a ƅlogger, and Ι was curious about
    yoᥙr sitսation; many of ᥙs havе deveⅼoped
    some nice procedures and we ɑre looking to trade methods with other folks, be sure
    to shoot me an e-mail if interested.
    why not find out more : Ƭhe Uⅼtimate Guіde To Encryption Software
    & 3 New Age Ԝaʏs To How To Encrypt A Password For Free

    ReplyDelete
  7. Thɑnk you for the good writeup. It in fact was a amusement account it.
    Look advanced to far added agreeable from you! Howeѵer, how сan we
    communicate?
    pop over to these guys : Times Αre Changing: How Ƭo
    Password Рrotect Folder New Skills

    ReplyDelete